We a good story
Quick delivery in the UK

Musafir Ki Baatein

About Musafir Ki Baatein

Main Parthsingh Rajput hoon aur "Musafir Ki Baatein" yah meri pehli Hindi kavita sangrah hai. Mera jeevan kala, sahitya aur rachnatmakta se bhara hua hai. Lekhan mere liye apni bhavnaon, vicharon aur anubhavon ko sajha karne ka ek mahatvapurn sadhan hai.Mere jeevan ka mukhya kaaran hai mera vishwas ki har vyakti ki kahani anoothi hoti hai aur jeevan ek adbhut safar hai. Isi safalta ke safar mein, maine apne lekhan se jeevan ki vastavikta aur satyata ko darshane ka prayas kiya hai.Aap sabhi ko apne anubhavon ka anubhav karane ke liye, aur vibhinn bhavnaon ka samna karne ke liye mere lekhan ka ek adbhut avsar milega.Yah sangrah mere liye ek sapna poora karne ka mauka hai aur main ummeed karta hoon ki yah kavitayen aap sabhi ko prerit karengi aur aapke dil mein ek samvedansheel sparsh chhodengi. Dhanyavaad aap sabhi ka, jo mere saath is safalta ke safar mein saath chale hain....Aap sabhi ke saath, meri yatra abhi bhi jaari hai...Musafir hoon yaaron, chalta ja raha hoon. Har lamhe ko jeete hue, safar ki ant ki oor, Musafir hoon yaaron, safar ko jee raha hoon.

Show more
  • Language:
  • Hindi
  • ISBN:
  • 9798890665492
  • Binding:
  • Paperback
  • Pages:
  • 74
  • Published:
  • October 10, 2023
  • Dimensions:
  • 140x5x216 mm.
  • Weight:
  • 104 g.
Delivery: 1-2 weeks
Expected delivery: December 11, 2024

Description of Musafir Ki Baatein

Main Parthsingh Rajput hoon aur "Musafir Ki Baatein" yah meri pehli Hindi kavita sangrah hai. Mera jeevan kala, sahitya aur rachnatmakta se bhara hua hai. Lekhan mere liye apni bhavnaon, vicharon aur anubhavon ko sajha karne ka ek mahatvapurn sadhan hai.Mere jeevan ka mukhya kaaran hai mera vishwas ki har vyakti ki kahani anoothi hoti hai aur jeevan ek adbhut safar hai. Isi safalta ke safar mein, maine apne lekhan se jeevan ki vastavikta aur satyata ko darshane ka prayas kiya hai.Aap sabhi ko apne anubhavon ka anubhav karane ke liye, aur vibhinn bhavnaon ka samna karne ke liye mere lekhan ka ek adbhut avsar milega.Yah sangrah mere liye ek sapna poora karne ka mauka hai aur main ummeed karta hoon ki yah kavitayen aap sabhi ko prerit karengi aur aapke dil mein ek samvedansheel sparsh chhodengi. Dhanyavaad aap sabhi ka, jo mere saath is safalta ke safar mein saath chale hain....Aap sabhi ke saath, meri yatra abhi bhi jaari hai...Musafir hoon yaaron, chalta ja raha hoon. Har lamhe ko jeete hue, safar ki ant ki oor, Musafir hoon yaaron, safar ko jee raha hoon.

User ratings of Musafir Ki Baatein



Join thousands of book lovers

Sign up to our newsletter and receive discounts and inspiration for your next reading experience.