We a good story
Quick delivery in the UK

Nagarikta ka kaghazi khel

About Nagarikta ka kaghazi khel

Jab tak Awaz bachi hai, tab tak ummid bachi hai.Is srinkhla ki alag-alag kadiyon me aap apne samay ke jwalant prashnon par lekhkon-kalakaaron -karyakartaaon ki bebaak tippaniyaan padhenge. Assam me 19 lakh log NRC ki aakhiri soochi se baahar hain. Grih mantri Amit shah ne 20 november 2019 ko sansad me spasht ghoshna ki hai ki nagarikta (sanshodhan) kanoon lane ke baad ise naye sire se poore mulk me laagoo kiya jayega. Poore mulk me NRC taiyaar karaane ke kyaa mayne hain ? Iske nishaane par kaun hain? Assam me iske banne ki prakriyaa se kyaa sabak miltaa hai? Anagarik ghoshit kar diye gaye logon kaa kyaa mustaqbil hoga? In sawaalon kaa jawaab talashne ki koshish hai yeh pustika. Lekhak- Harsh Mandar¿ Varna balakrishnan¿ Zasmer ali¿ Abdul kalam azad¿ Centre for equity studies Subodh vermä Suprakash talukdar¿ Sangeeta baruä Teesta setalvad¿ Ezaz ashraf¿ Ajay goodavarthi¿ T.K. Rajalakshmi

Show more
  • Language:
  • Hindi
  • ISBN:
  • 9788194357926
  • Binding:
  • Paperback
  • Pages:
  • 136
  • Published:
  • September 30, 2011
  • Dimensions:
  • 127x8x203 mm.
  • Weight:
  • 155 g.
Delivery: 1-2 weeks
Expected delivery: January 4, 2025
Extended return policy to January 30, 2025
  •  

    Cannot be delivered before Christmas.
    Buy now and print a gift certificate

Description of Nagarikta ka kaghazi khel

Jab tak Awaz bachi hai, tab tak ummid bachi hai.Is srinkhla ki alag-alag kadiyon me aap apne samay
ke jwalant prashnon par lekhkon-kalakaaron -karyakartaaon ki bebaak tippaniyaan padhenge. Assam
me 19 lakh log NRC ki aakhiri soochi se baahar hain. Grih mantri Amit shah ne 20 november 2019 ko
sansad me spasht ghoshna ki hai ki nagarikta (sanshodhan) kanoon lane ke baad ise naye sire se
poore mulk me laagoo kiya jayega. Poore mulk me NRC taiyaar karaane ke kyaa mayne hain ? Iske
nishaane par kaun hain? Assam me iske banne ki prakriyaa se kyaa sabak miltaa hai? Anagarik
ghoshit kar diye gaye logon kaa kyaa mustaqbil hoga? In sawaalon kaa jawaab talashne ki koshish hai
yeh pustika.
Lekhak- Harsh Mandar¿ Varna balakrishnan¿ Zasmer ali¿ Abdul kalam azad¿ Centre for equity studies
Subodh vermä Suprakash talukdar¿ Sangeeta baruä Teesta setalvad¿ Ezaz ashraf¿ Ajay
goodavarthi¿ T.K. Rajalakshmi

User ratings of Nagarikta ka kaghazi khel



Find similar books
The book Nagarikta ka kaghazi khel can be found in the following categories:

Join thousands of book lovers

Sign up to our newsletter and receive discounts and inspiration for your next reading experience.